1st July ko Doctor's Day kyu manate hain?

 Hello everyone ,

Jaisa ki ap logo ko pata hoga ki 1st July ko Doctor's Day manaya jata hai, lekin kya ap jante hain kyu?


Main apko batata hu actually 1st july 1882, ko hamare Physician, Freedom fighter and former CM Dr. Bidhan Chandra Roy ka janm hua tha aur 1st July 1962 ko unki death ho gyi thi isliye hum 1st July ko Doctor's Day manate hain.

Dr. Bidhan Chandra Roy ki Medical Council of India aur Indian Medical Association banane mein aham bhumika rahi thi jiski wajah se unhe 1961 mein Bharat Ratna award mila tha isliye 1st July hamare liye har tarah se bahut khaas hai.

Thank you 👍


Post a Comment

Previous Post Next Post